Comprehensive Coverage

Hamari Services

Motor insurance ki har zarurat ke liye — affordable rates, trusted guidance, aur instant service. Pan India (All over India) mein bharosemand seva.

सभी निजी वाहन

Service 01

All Type Private/Personal Vehicles

Bike, Car, Scooty, SUV aadi sabhi private gaadiyo ka insurance best rates par.

  • Bike & Scooty
  • Private Cars
  • SUVs & MUVs
  • Electric Vehicles (EV)
WhatsApp Par Puchein

सभी कमर्शियल वाहन

Service 02

All Type Commercial Vehicles

Truck, Bus, JCB, Tractor aur har prakar ke heavy commercial vehicles ka full coverage.

  • Trucks & Trailers
  • Buses & Minibuses
  • JCB & Construction Equipments
  • Tractors & Goods Carriers
WhatsApp Par Puchein

पैसेंजर टैक्सी

Service 03

Passenger Taxi

Auto, Toto, Tempu, e-rickshaw aur sabhi passenger vehicles ki guarantee suraksha.

  • Auto Rikshaws
  • Toto / E-Rikshaws
  • Tempu & Magic
  • Taxi & Cabs
WhatsApp Par Puchein

आसान रिन्यूअल

Service 04

Tension-Free Renewal

Bina kisi inspection ke 5 minute mein fast aur tension-free renewal seedha WhatsApp par.

WhatsApp Par Puchein

100% क्लेम सपोर्ट गारंटी

Service 05

100% Guarantee Claim Support

Accident hone par garage se lekar cashless settlement tak 100% guarantee claim support.

WhatsApp Par Puchein

बेस्ट रेट और हाईएस्ट IDV गारंटी

Service 06

Best Rate and Highest IDV Guarantee

Sabhi top companies ka comparison. Sabse best premium rate aur highest IDV ki pakki guarantee.

WhatsApp Par Puchein

Sahi Insurance Advisor Ka Faisla Kyun Zaroori Hai?

Scroll karke dekhein. Ek galat faisla aapka kitna bada nuksaan kara sakta hai.

Car Story
Car Story
Car Story
Car Story
Car Story
😰
💸
📞

Zindagi aur gari dono
maze me chal raha hota hai...

Sab kuch perfect lagta hai jab tak koi badi dikkat samne nahi aati.

THE ACCIDENT

Lekin bs ek Accident
aapka budget aur jindgi dono kharab karne ke liye kafi hai!

BINA JAISWAL INSURANCE SAMADHAN KE

"Kisko call karun? Garage wala paise jyada maang raha hai! Agent call nhi utha rha hai! Customer support koi responce nhi de rha hai!"

Pata hai kyu? Kyuki aapne gari ka insurance hamse nhi liya.

JAISWAL INSURANCE KE SATH

Sirf ek call karein, uske bad aapki sari tainsan huyi hamari!

Hum aapki gaadi uthwane se lekar 100% Cashless Repair / reimbursement tak sab ham sambhalenge!

Gaadi Theek,
Tension Khatam!

Isiliye insurance hamesha expert se hi lein.

Aapka Shahar, Aapka Bharosa

Purnea Se Shuruaat

Aapke shehar mein local aur bharosemand cashless insurance support.

Seemanchal Se Bihar

Poore Bihar Mein Pahunch

Har zile mein hamari tezi se badhti hui sewaein.

Naam Aur Pehchaan

Ghar-Ghar Tak Suraksha

Har rajya ke logon tak sahi insurance plan pahunchana hamara lakshya hai.

National Network

Desh Bhar Mein Samadhan

Ab poore India mein seamless claim aur honest advice.

Kaunsi Service Chahiye?
Abhi Baat Karein!

Aapke liye best insurance plan dhundhne mein hum aapki madad karenge. WhatsApp par seedha baat karein.